11 Rebiülahir 1448 Hicri

Regaib Kandili 79 gün sonra
Online İlahi

Mustafa Jaan E Rehmat

Atif Aslam

Lakhon salam, lakhon salam Lakhon salam, lakhon salam Mustafa jaan e rehmat pay lakhon salam Shama e bazam-e-hediat pay lakhon salam Hum gareebo kay aqaa pay bay-had darood Hum gareebo kay aqaa pay bay-had darood Hum fareeron ki sarwat pay lakhon salam Shama e bazam-e-hediat pay lakhon salam Lakhon salam, lakhon salam Shar-e-yur e iram tajdar-e-haram Shar-e-yur e iram tajdar-e-haram No bahar-e-shifat pay lakhon salam Mustafa jaan e rehmat pay lakhon salam Shama e bazam-e-hediat pay lakhon salam Uski baton ki lazat pay lakhon darood Uski baton ki lazat pay lakhon darood Uskay khutbay ki hybat pay lakhon salam Mustafa jaan e rehmat pay lakhon salam Lakhon salam, lakhon salam Arsh ta farsh hai jis kay zyr-e-nagin Arsh ta farsh hai jis kay zyr-e-nagin Uski ki kahay riazat pay lakhon salam Mustafa jaan e rehmat pay lakhon salam Meher-e-charkh e naboat pay roshan darood Meher-e-charkh e naboat pay roshan darood Gul-e-bag e risalat pay lakhon salam Mustafa jaan e rehmat pay lakhon salam Shama e bazam-e-hediat pay lakhon salam Aslaam ya rehmat talill-alamin Aslaam ay sabz gumbad kay makeen Ya ilahi wasta zikar-e-rasool Yeah salam-e-ajizana ho qubool

Paylaş

WhatsApp Facebook X Telegram E-posta

Yayınlanma: · Son güncelleme:

İçerik / Telif Bildirimi

Kaynak: ilahisozleri.net