11 Rebiülahir 1448 Hicri

Regaib Kandili 79 gün sonra
Online İlahi

Muhammad Ka Roza

Aqib Farid

Muhammad Ka Rozza Kareeb A Raha Hai Bulandi Pe Apna Naseeb Araha Hay Muhammad Kaa Roza Kareeb Araha Hai Bulandi Pe Apna Naseeb Araha Hay Main itna sa kehna chahta hoon un ko Meri khamoshi bhi kehti hai unko Keh Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai Keh Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai Madina madina madina madina Bara lutf deta hai naam e madina Madina madina madina madina Bara lutf deta hai naam e madina Wafa Tum Na Dekho Gay Hargiz Kisi Mein Zamana Woh Aesa Qareeb Araha Hay Hifazat Karo Apnay Imaan o Deen Ki Zamana Woh Aesa Ajeeb Araha Hay Muhammad Ka Rozza Qareeb A Raha Hai Bulandi Pe Apna Naseeb A Raha Hai Farishto Ye De Do Paighaam Unko Khabar Ja Kay Dedo Unko Farishto Keh Khadim Tumhara Saeed Aa raha Hai Keh Khadim Tumhara Saeed Aa raha Hai Madina madina madina madina Bara lutf deta hai naam e madina Madina madina madina madina Bara lutf deta hai naam e madina Tumhain Kuch Khabar Hai Kahan Ja Raha Hoon Rasool e Khuda Hain Wahaan Ja Raha Hun Tumhain Kuch Khabar Hai Mai Kiya Paa Raha Hoon Mohabbat Ka Unki Maza pa raha Hoon Chalo Jaa Ke Rehna Madinay Mein Ab Tou Qayamat Ka Manzar Qareeb Araha Hay Main itna sa kehna chahta hoon un ko Meri khamoshi bhi kehti hai unko Keh Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai Keh Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai Madina madina madina madina Bara lutf deta hai naam e madina Madina madina madina madina Bara lutf deta hai naam e madina

Paylaş

WhatsApp Facebook X Telegram E-posta

Yayınlanma: · Son güncelleme:

İçerik / Telif Bildirimi

Kaynak: ilahisozleri.net